Khuda ne insaan ko insaaniyat se sawaara..
Insaan ne kiya..batwaara..
Rab ki inaayat ki qadr nahi ki..
aur apne fuzool ke faqr mein gaya maara...
...
yun toh pathar bhi pada hai bejaan sa..
insaan hoke bhi nahi hai insaan sa..
Aasaan nahi hai insaan banna aqs..
mulaqaat apni bhi kabhi andar ke insaan se karna...
No comments:
Post a Comment